Is dil me dard nahi yaaden hai uski, ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun…? Dil ki khwahish ko naam kya dun, pyar ka use paigam kya dun. Yaad karte hai tumhe tanhai me, Dil duba hai gamo ki gehrai me, Hume mat dhundna duniya ki bhid me, Hum milenge tumhe tumhari hi parchai me…. Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki, Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki, Apna dard kise dikhau aye dost, Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki…. Dil ke dard ko dil torne wale kya jana, Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane, Hoti hai kitni taklif kabar ke niche, Yeh upar se phool charane wale kya jane…. Yun to sadmo me bhi hans leta tha mein, Aaj kyu bewajah rone lage hain hum, Barson se hatheliyan khali hi rahi meri, Phir aaj kyu laga sab khone laga hun mein….
Mein saans rokna chahta tha, Is nirdayi duniya se door jaana chahta tha, Kyunki wo har saans me mujhe yaad aati thi, Par mein aisa kar nahi paaya, Kyunki ye zindagi bhi to usi ki thi, Mein use aise hi samapt kaise kar sakta tha…. Markar bhi khuli rahi meri aakhen, yeh mere intizaar ki had thi…. Maine unpe itabar kiya, yeh mere itabar ki had thi. Maine unse pyar kiya, yeh mere pyar ki had thi. Nahi tha zor uski sitam nawaziyon ka, Magar mujhe bhi hosle mere khuda se mile, Meri amma kyun kehti hai baar baar mujhse, Wo mohabbat hi kya jo iltija se mile…. Patthar ki duniya jazbaat nahi samjhati, dil mein kya hai wo baat nahi samajhati, tanha to chaand bhi sitaaron ke bhich mein hai, par chaand ka dard wo raat nahi samjhati…. Maine bhi likhi ek dairy hai Jisme friendship se lekar divorce tak ki shayary hai. Aankha bayan kar dati hai dil ki dastan ,mohobat lafgo ki motaz nahi hoti. Usne kaha eh zalim yun pathar dil na ban toh muskurate hue hamne bh keh diya k jis pathar ko tum puja krti hi abb bass wahi hai iss dil mei Akrar meih shabdo ki ehmiyat nahi hoti,dil ki zasbat meih awaz nahi hoti. Rastay chal raha tha rasta samsan tha, Padi haddi par lat to uska ek bayaan tha, Aye manushya jada sambhal kar chal, Ek din mai v tumhare jaisa ek insaan tha. Har hasi mein dard chupa hota hai' bas bayan karne ka andaz juda hota hai kuch log ankhon se dard baha dete hai aur kisi ki hansi mein bhi dard chupa hota hai. Humne bhi kisise pyar kiya tha'thoda nahi beshumar kiya tha'badalgayi saari zindagi jab usne kaha arre pagal maine toh mazakh kiya tha.Įk dard chupa rakha hai barso se dil mein'dil karta hai aaj kehdu bhari mehfil mein'kyun aisa lagta hai ki'mere raste mujhse juda hai'abhi bhi kyun meri manzil mujhse khafa hai. Tha ek pal, unhe hamari yaad thi aur hamari samjh thi, waqt kitna badal gaya ki, Aapne bhi anjaane ban gaye, Iss lamhe ko hum kya samjhe, unke nazar main hum begane ban gaye. Woh toh chale gaye zindagi se aise, Palat kar dekhna bhi bhool gaye, Hum toh reh gaye moum jaise, Aapne aapko pighalna bhi bhool gaye.
Aankh se ansu aata nahi, Hoton se hasi jata nahi, Karte hai intezar aaj bhi, Guzaraha huwa pal aata hi nahi.